SCFI
Durga Puja » Navrati Quotes

Navrati Quotes

For the devotees of Maa Durga , it's time again to feel the presence of Maa Durga in the air and everywhere as Navratri is about to begin. This auspicious Indian festival of Hindus is marks the victory of Maa Durga's triumph over buffalo deamon 'Mahishasura'. So express your excitement for the Navratri festival of 9 days to your near and dear ones with these meaningful Navratri Quotes such as:

1. Aaya hai Maa Durga ka tyohaar.

Maa aap aur aapke parivaar par sada apni kripa banaye rakhe
Aapko Navaratri ke pawan avsar par bahut bahut badhai ho.

2. Humko Tha Intazar Wo Ghadi Aa Gai,

Hokar Singh Par Sawar Mata Rani Aa Gai,
Hogi Ab Mann Ki Har Muraad Puri
Harne Ab Saare Dukh Mata Dware Aa Gai.
Happy Navratri

3. Khushian ho overflow,

masti kabhi na ho low,
apnonka surur chaya rahe,
Dil me bhari maya rahe,
shohrat ki ho bauchhar,
aisa aaye aapke liye dandia ka tyohar!

4. Aye Tere Narate, Aa Gai Bahar,

Sath Me Aayi Kushiyan Or Pholo Ki Bahar,
Baharon Ke Mousam Me Ma Vaishno Ka Ashirwad,
Bhakto Ne Pukara Maa Aa Jao Ik Baar.

5. Duao me shamil ho is tarah, Fulo me hoti hai khushbu jis tarah,

MATA aapki zindagi me khushiya de is tarah,
Dharti par hoti hai Barish jis tarah…!!

6. "MAA Bharti jholi khali! Maa Ambe vaishno wali!

Maa Sankat harne wali!
Maa Vipda mitane wali!
Maa ke sabhi bhakto ko
Navaraatri ki shubhkamnayein
Happy Navratri 2022"

7. Maa Durga aapko Bal, buddhi, sukh,

aishwarya aur sampannta pradaan karen!
Jai mata di!
Navratri ki hardik shubhkamnayen!

8. Nav deep jalen,

Nav phool khilen,
Roz maa ka ashirvaad mile,
Is navratri aapko wo sab mile
jo aapka dil chaahta hai!
Shubhkamnaayen hai Hamaari…

9. Feast and have fun

The dandiya raas has begun
Maa is blessing us through
A very Happy Navratri to you…

10. Celebrate each day of Navratri

With ever growing zeal
And indulge yourself
In pious activities and
Gods shall favor you in the coming year.
**Happy Navratri 2022**

Copyright © 2004- www.durga-puja.org. All Rights Reserved